Bounce Rate Kya Kai: Ise Kaam Kaise Kare (Reduce 40%)
Agar aap ek blogger hai ya aap SEO skina chahate hai to bounce rate ke bare me ache se janana bahut jaruri hai.
Blunce rate ek percentage hai jo traffic pe depend karta hai. jitna der traffic apke website pe hoga utna bounce rate kaam hoga.
What Will Learn
- Bounce Rate kya hai (What is Bounce Rate?)
- Bounce rate ko check kaise kare (How to check Bounce rate?)
- Ek acha Bounce Rate kitna hona chahiye?
- 1. Website Design ko acha banaye
- 2. Use Related Posts
- 3. Use Multimedia
- 4. Sabhi post ko internal link se connect kare.
- 5. Browser Compatibility
- 6. Write Best Content
- 7. Make Website Mobile Friendly Design
- 8. Write Content 1000+ words
- 9. Focus on SEO
- Now it’s Your Turn
Bounce Rate kya hai (What is Bounce Rate?)
Aise visitor jo apke website pe aate hai aur apke website pe kitna time ke liye rukte hai uss percentage ko.
Jitna kaam aapka Bounce rate hoga utna acha hota hai.
Agar koi visiter apke website pe aaya aur 1 second ya 10 second me apka site close kar de to apka Bounce rate bahut jada ho jayega. Jitna jada apka Bounce rate hoga apka website ka ranking utna hi kaam hota rahega.
(Low Bounce Rate = Best Website Ranking)
Bounce rate ko check kaise kare (How to check Bounce rate?)
Bounce rate ko aap Google analytics se check kar sakte hai. Agar aapka website analytics se connect nahi hai to kar le. Apke website pe per/days kitne traffic aata aapko sab pata lag jayega.
Ek acha Bounce Rate kitna hona chahiye?
Agar aap acha content likhte hai to apka Bounce rate 40% tak aa sakta hai. sare blogger ke Bounce rate 40% tak hi aa pate hai.
Per ek average bounce rate 50% tak ka hota hai.
1. Website Design ko acha banaye
Aksar new blogger apne website pe ye galti karte hai. unka website design acha nahi hota hai.
Proper website negvatation banaye. Ek simple aur halka theme ko hi choose kare.
2. Use Related Posts
Apne blog page me related post ke widget jarur lagaye. Aap post ke last me bhi laga sakte hai.
Isse aapka bounce rate pe acha effect parega.
Agar apka website wordpress pe hai to aap ye plugin ke help se wedgrt laga sakte hai.
3. Use Multimedia
Ye ek best tariks hai bounce rate kaam karne ka. Apne content ko interesting banaye.
Apke har content me jada se jada multimedia add karne ki kosis kare.
Like,
- Image
- Videos
- infographics
Note: content me kam se kam 1 video aur 5, 6 image use kare.
4. Sabhi post ko internal link se connect kare.
Apne sare post ko old post se connect kare.
For Example: jaise ki maine iss post me kiya hai, iss post me old post ka bhi link hai.
Jisse traffic apke website pe jada time tak rakte hai.
Note: Har post me kam se kam 5-10 internal link add kare.
5. Browser Compatibility
Ye check kar le ki apka website sare browser support karta hai ya nahi. Like,
- Chrome
- Internet Explorer
- Firefox
- Sarafi
bahut se website sare browser support nahi karta hai, to ye check karna bahut jaruri hai ki apka theme sare browser support karta hai ya nahi.
Website Speed kam kare.
Ye problem mere website sath hua tha, starting me mera website 12 second me open hota tha.
Jiske karan mera bounce rate 100% ho gaya tha. Jiske karan mere website ka ranking bahut down ho gaya.
Note: agar apka bounce rate jada hua to apka Alexa bhi bahut jada ho jayega.
6. Write Best Content
Agar aap useful content nahi likhoge user apke website ko kcuh hi second me close kar denge. Jiske karan apka bounce rate bhi increase ho jayega.
Isliye content likhte time ye dhayan me rakhe hi logo ko padhne me acha lage.
Content me main main point ko jada se jada likhne ki kosis kare aur apne topic pe hi focus kare.
7. Make Website Mobile Friendly Design
Apne website ko mobile friendly banaye means, aisa website ko design banaye jo sare devices (Mobile, Tablet, Computer) sab pe support kare.
Agar aap website custom banana chahite hai to Bootstrap ka use kare.
Ke survey me paya gaya hai ki internet pe 70% log mobile wale hote hai, isliye mobile friendly design hona bahut jaruri.
8. Write Content 1000+ words
Ek survey se pata chala hai ki, agar aap 1000+ word pane content me likhte hai to wo jada rank karna ka chance hota hai.
Long content likhne ke bahut fayade hai like,
- Long content me aap jada keyword use kar sakte hai.
- Long content me jada LSI use kar sakte hai.
- Traffic apke website pe jada se jada der tak rahege jisse apka bounce rate kaam hoga.
9. Focus on SEO
Bounce Rate kam karte me SEO ka sab se bara role hota hai.
SEO Two type ke hote hai.
- ON Page SEO
- OFF Page SEO
Apko Details me ye dono type pe bare me padhna chahiye
isliye SEO ko details me padhe or Google Webmaster Guideline ko hamesa follow karte rahe
Now it’s Your Turn
Ye sare Tips aapke website ke Bounce Rate kam karne me bahut help karega.
Agar aap iske bare me koi question puchna chahite hai to comment box me jarur bataye.
App hamare Social media se bhi connect hoke apna suggestion ya koi question puch sakte.