White Hat SEO Kya Hai (15 Best Techniques In Hindi 2020)
Aaj aapko White Hat SEO ka complete Guide Hindi me bataya gaya hai.
Search Engine Optimization (SEO) terminology, me white hat SEO audiences ko dhayan me rakhte hue strategies, techniques and tactics ko focus kiya jata hai.
White Hat SEO means, “The Ethical way of doing SEO”
Black hat SEO ek short term investment hai, isme aapka site ki ranking kuch hi din ke liye hota hai, ussi taraha White hat SEO Black Hat long term investment hai or sare Expert SEO isse ke rules ko follow karte hai.
White hat SEO se high search engine rankings pane ke liye good practice methods hai.
Examples of White hat SEO include:
- Quality content and services
- Fast site loading times and mobile-friendliness
- Using descriptive, keywords
- Making your site easy to navigate
Examples of Black hat SEO, include purchasing links or using deceptive cloaking techniques.
Black hat techniques extremely risky hota hai, Iske Black hat SEO tactics ke karan search engine me aapka ranking down ho jayega.
Because without seo aap apne blog ko achi rank nahi dila sakte. Agar aapko seo ki achi jankari nahi hai to aap pehele seo ke bare me janne ke liye aap is site ki seo category post padhle.
Type of SEO Techniques
- White hat seo
- Black hat seo
Let’s dive in…
White Hat SEO and Black Hat SEO me Difference Kya Hai
What Will Learn
- Black Hat SEO Kya Hai
- White Hat SEO Kya Hai
- 1. Good Quality Content
- 2. Keyword Analysis
- 3. Keyword Density Check Kare
- 4. Titles Tag SEO Friendly Kaise Banaye
- 5. Blog Descriptive URLs
- 6. Image Optimized Kaise Kare
- 7. Copyrighting Content Use Nahi Kare
- 8. Fix All Website Errors
- 9. Website Speed Improve Kare
- 10. Website Ko Mobile Friendly Banaye
- 11. Make Your Site Easy to Navigate
- 12. Link Building Kya Hai
- 13. Regular Guest Blogging Kare
- 14. Follow Search Engines Guidelines
- 15. Google Algorithm Rules Follow Kare
- Conclusion
Black Hat SEO Kya Hai
Ye White Hat SEO ke bilkul opposite hai. Black Hat SEO ko hum Unethical SEO ke naam se bhi jante hai. Black Hat SEO Search Engine ke kisi bhi guidelines ko follow nahi krta.
Black Hat SEO ka use short time period ke liye kar payege.
Latest movie site or events blogging me iska use kiya jata hai.
Kyu ki movies site par terrific tab taka aate hai jab tak wo release na ho jaye usse pahale search engine me lane ke liye Black Hat SEO ka use kiya jata hai.
Note: All movies download site, “Software”, “Games”, “Wallpaper” copyright content hote hai.
Aise site aap nahi bana sakte , iske liye aapko copyright ke liye permission leni hoti hai.
White Hat SEO Kya Hai
Kisi bhi website ko top ranking karne ke liye Google hundreds White Hat SEO rules ko follow karta hai.
Ye search engine guidelines ke rules ko follow karta hai
White Hat SEO kya hai or iske kiya technique hai.
Aaj aapko yaha bataya gaya hai.
The Best Part,
Yaha aapko White Hat kaise kare, Iske 15 Tips and Technique hindi me bataya gaya hai.
15 White Hat SEO Techniques In Hindi (Step By Step)
1. Good Quality Content
High-quality content likhe jo visitor ko help kar sake or uske problem ko solve kar sake
Unique or best content writing se log aapke site par jada trust karte hai or search engine or visitors ko jada attract karta hai.
Isliye jab bhi aap new article likhe in-depth hona chahiye, har topic ko details me likhne ki kosis kare.
Google ab kisi bhi website ko rank karne ke liye AI technology ka use karta hai jiska naam RankBrain Algorithm hai.
RankBrain kisi bhi content ko measure karti hai ki uspar visitor kaise aate hai, kitne der time spend karte hai or wo audience jo search kar rahe uska pura information hai ya nahi.
2. Keyword Analysis
Keyword research tools use kare jisse aapko relevant keywords mile.
Keyword research me short or long dono keywords ka use karna chahiye or wahi keywords use karna chaiye jo aapke topic se relevant ho.
Keywords add karte time sure kar le ki wo naturally tarike se use kiya gaya ho.
Keywords ko Heading, Image ALT, Sub heading me jarur add kare.
Find Awesome Long Tail Keywords With Google Suggest
Ye bahut simple step hai.
Google me aap apna keyword type kare.
Yaha aapko Google sare long tail keywords show honge.
Long tail keywords kya hai or ye kyu important hai.
Long tail keywords 3, 4 words long hote hai or ispar competition jada nahi hota.
Long tail keywords isliye important hai, ye search engine me kam time me rank hota hai.
2. Copy Competitors Keywords
Best or untapped keyword search karne ke liye aap aapne competitor site ka help le sakte hai.
Keyword research ke liye aap Ahrefs or SEMRush tools ka help le sakte hai.
Best keyword kaise research kiya jata hai or free me competitor keyword kaise find kiya jata hai aapko iss article me detils me information mil jayega.
3. Google Search Console
Ye sab se simple or free tarika hai keywords research karne ke.
Google Search console open kare or Performance par click kare.
Yaha aapko wo sare keywords mil jayege jo aapke sare post me rank kar rahe.
Yaha se uss keywords ko select kare jiska position jada ho or jispar impression bahut kaam ho.
Uss keyword ko aap aapne new post me kare aapka keywords ranking increase ho jayega.
3. Keyword Density Check Kare
White Hat SEO me keyword density ka bhi big role hai.
Keyword density means, kisi ek keyword ko kitni baar repeat kiya gaya hai.
Agar aapka keyword density jada hua aapke blog par bad effect par sakta hai.
Iske karan Google Panda aapke blog par penalty bhi laga sakta hai.
Note: keyword density 2% se jada nahi hona chahiye.
Yoast SEO Plugin me kab aap kisi keyword ko focus kaege aapko pata chal jayega Kistna percent repeat hua hai.
Jada keywords repeat karne se wo keywords stuffing me aa jata hai.
Today, keyword stuffing tricks works nahi karta.
4. Titles Tag SEO Friendly Kaise Banaye
Kisi bhi post ki ranking increase karne ke liye Title tag ka bhi big role hota hai.
Title Tag ko SEO friendly banana perta hai. Perfect title se aapke site par 20% CTR improve hota hai.
Title Tag ko SEO friendly banane ke liye inn sare tips ko follow kare.
1. Title length 70 character (7-8 words) se jada nahi hona chahiye.
2. Title me number or brackets ko add kare
3. Title tag me ko SEO friendly banane ke liye emotional words ko jarur add kare.
4. Very important: Ho sake to Title me focus keyword ko starting me add kare Par main keyword repeat nahi kare.
5. Blog Descriptive URLs
Descriptive URLs means blog URL ko search engine or user friendly banana.
Blog ka link likhte time 2 baato par dhayan dena chahiye.
- Short
- Keyword-rich
For Example: Mein ye SEO Myths ke bare me article publish kiya hai.
To iss article ka URL iss tarah se likha hai.
Note: Post URL me very small or focus keyword add hona chahiye.
6. Image Optimized Kaise Kare
Search engine guidelines ke mutabik image optimized karna bahut jaruri hai.
Image optimization me bahut se factor hai. Like,
Jab bhi aap image upload kare usse pahal hi compress kar le.
Image compress karne le liye Tiny Png best online tools hai, mein bhi yahi use kart ahu.
Image upload hone ke baad usme ALT tag jarur likhe
Sab se important, jo aap image use kar rahe ho aapke topic se related honi chahiye.
Image optimized karne ka best 10 tips aapko yaha bataya gaya hai.
7. Copyrighting Content Use Nahi Kare
Copyright means aap kisi aisa website se koi bhi cheez use nahi ka sakte jisme @copyright likha hua.
Ye illegal hai, agar aap aisa karte hai aapke uper action liya jayega.
Bahut se website aapko free copyright ka permission bhi dete hai, means aap waha ke content ko aapne site me use kar sakte hai.
Copyright content me bahut e cheez aate hai, jaise Image, videos, software.
Free copyright image ke liye aap inn sare site ka use kar sakte hai.
8. Fix All Website Errors
Aapne site ki regular error fix karna bahut jaruri hai.
Site page me koi errors aaya to wo aapke Google console me check kar sakte hai.
Iske aalawa Website me error bahut taraha se create ho sakte hai.
- Aapke robots.txt me
- Website ke sitemap me
- .hteaccess file me
Agar aapke site me bhi kisi type ka error ho aap comment box me jarur bataye, hum aapko best solution batayege.
9. Website Speed Improve Kare
White hat SEO me Site and page performance ka big role hota hai.
Iska matlab aapka website ki loading speed fast honi chahiye.
Website speed Google ka big factor hai.
Aapne site ki speed check karne le liye WebPageTest tools ka help le sakte hai.
Website ko kaise fast kare or iske tips kiya hai yaha aapko deep samjaya gaya hai.
Note: Agar aapka site 3 second ke ander open jata hai to best hai.
Aapne site ki speed check karne ke liye Google speed test tools ka help le sakte hai.
10. Website Ko Mobile Friendly Banaye
Mobile ke liye Google ne ek algorithm March of 2015 me lunched kiya tha.
Algorithm ka naam, “Mobilegeddon”
Mobilegeddon Algorithm kya hai ?
Google ne aapne survey me paya ki future me 60% people mobile se internet use karne wale hai or kar bhi rahe hai.
Agar aapka site mobile-friendly page nahi hai, to aap hit SERPs me hit (चोट पहुंचना) ho sakte hai.
Aapka website mobile-friendly hai ya nahi check karne ke liye Mobile-Friendly Test – Google Search Console se check kar sakte hai.
Aapka website Mobile me fast load hota hai ya nahi, ye bhi ek problem hai.
Mobile me site ko fast loading ke liye Accelerated Mobile Pages (AMP) ka use kar sakte hai.
Search engines also consider the ease of navigation while assessing the usefulness of a site, so avoid the irrelevant links and use universally recognizable links.
Search engines website ke navigation ko bhi check karta hai.
Agar aapka site navigation acha nahi hua to aapko AdSense approve bhi nhi hoga.
Website se jo link or buttons kaam nahi karte usse remove kar le.
Site navigation achi ho iske liye SEO friendly theme select kare.
Heavy or slide wale theme choose nahi kare.
12. Link Building Kya Hai
Link building process me aapke site ka link kisi dusare site par add hota hai.
Isse backlinks bhi kahate hai.
Backlinks kya hai or high quality backlinks kaise banayi jati hai, jisse ache se janane ke liye inn dono article ko padhe.
13. Regular Guest Blogging Kare
Backlink banane ka sab se effective ways Guest blogging hai.
Guest post ki help se aap backlinks banane ke sath other website owner’s se acha relationship bana sakte hai.
Aapne niche se related blog search kare or uske contact us page se email nikal par usse pahale guest post ki permission mange.
Permission ke baad hi uss site ke liye guest post likhe.
kabhi bhi spammy guest technique ko follow nahi kare nahi to Google aapke site par penalized kar dega
Spammy Guest kya hota hai ?
Aap iss image me notes kar sakte hai.
1. Buying and selling links kabhi na kare, agar aapko koi offer bhi karta hai to ignore kare.
2. Bahut se blogger ek dusare se links exchange karte hai, ye bhi galat hai.
3. Aise website or software jis par automatically backlinks create ho kabhi bhi use nahi kare.
Mein hamesa aapne niche se related blog me Guest post karta hu, jaisa ki maine hindimehelp me Guest post kiya hai.
14. Follow Search Engines Guidelines
Aapko hamesa Search engine ke guidelines se hamesa update rahena chahiye.
Search Engine Optimization (SEO) Starter Guide
Aap yaha google ke sare guidelines ko padh sakte hai.
Aapko isse hamesa follow karte rahena chahiye.
Isme regular update aata hai, aapko sare update ko hamesa follow karte rahena chahiye
15. Google Algorithm Rules Follow Kare
Google Algorithm kya hota hai or iske rules kya hai. aapko yaha bataya gaya hai.
Google Algorithm hi website ko analysis karta hai kon sa website par penalty lagna cahiye or kise ranking karna chaiye.
Duplicate content se lekar link building ke sare rules issme aapko samjaya gaya hai.
Aapko hamesa sare Google Algorithm se update rahna chahiye or uske rules ko apply karna chahiye.
Conclusion
Aapko ye White Hat SEO Guide kaisa laga?
White Hat SEO se related aapke pass koi suggestion ho niche comment box me jarur batay.
Agar ye white Hat SEO Guide acha laga to aapne social media me jarur share kare.
nice article thanks I Am searching same article thanks again
Thanks hitesh
Kaun sa theme use kar rahe ho bhai?
mein ye theme use karta hu free theme hai
https://demo.mythemeshop.com/s/?theme=Schema