WordPress SEO Friendly Kaise Banaye : 15 Awesome Tips 2020
WordPress SEO Friendly Kaise Banaye. Agar aap new blogger hai to ye WordPress SEO friendly tips and tricks aapke liye best hai.
Yaha aapko 15 WordPress SEO friendly tips bataye gaye hai.
Ye sare SEO streagy se aapke ranking par improvement hogi.
What Will Learn
- WordPress SEO Friendly Kaise Banaye
- 1. Create a Child Theme
- 2. Yoast SEO Plugin (Optimizing Blog Posts for SEO)
- 3. WordPress Permalink Fix Kare (Url Structure)
- 4. WordPress Blog Speed Kaise Kare
- 5. Social Sharing Buttons
- 6. Optimizing Your .htaccess File
- 7. Optimizing Your Robots.txt File
- 8. Add Your Site to Google Search Console
- 9. Optimize WordPress Comments
- 10. Optimizing Images In WordPress for SEO
- 11. Security and Safety of Your WordPress Site
- 12. Start Using SSL/HTTPS
- 13. Website Backup Create Kare
- 14. Use Search Engine Optimized Themes
- 15. Privacy Settings During Development
- Conclusion
WordPress SEO Friendly Kaise Banaye
Remember: “WordPress Is Not SEO Friendly”
Yes, ye sahi hai WordPress SEO friendly nahi hota hai.
Usse SEO friendly banana parta hai.
Best Part, WordPress ko SEO friendly banana bahut hi aasan hai.
60% works WordPress ke plugin kar dete hai.
Iske alawa or bhi bahut sare SEO friendly banane ke rules hai.
Yaha aapko wo sare WordPress ko SEO friendly banane ke tarike bataye gaye hai.
Iske aalawa WordPress me search engine friendly banane ke liye theme, plugin, WordPress software me bahut setup karna hota hai.
15 WordPress SEO Friendly Tips In Hindi
1. Create a Child Theme
WordPress SEO friendly banane ka sab se important thing, isme child theme banana bahut hi jarur hai.
Agar aap koi free theme premium theme use kar rahe ho aapko child theme banana chahiye.
Child theme kyu jaruri hai ?
Agar aap WordPress me koi bhi design change karte hai to wo child theme me hoga main theme par koi effect nahi parega.
WordPress developer bhi yahi suggest karte hai, child theme bahut important hai.
Agar aapko child theme manually banane nahi aat aap simple one click child theme plugin ko install kare, ye automatically aapke site ke liye child theme create kar dega.
2. Yoast SEO Plugin (Optimizing Blog Posts for SEO)
Yoast SEO plugin aapka 50% site SEO friendly bana deta hai.
Yoast plugin me bahut sare feature hai jo kisi site ko SEO friendly banane ke liye hona chahiye.
WordPress Yoast plugin ka kuch feature aapko free me provide karaya jata hai.
Iska full feature use karne ke liye aapko Yoast premium software purchase karna hoga.
Yoast ke bahut se feature hai, like
- Yoast me automatically sitemap create hota hai.
- Yoast se robots.txt file ko edit kar sakte hai.
- Yoast me correct “Title or Description” likne ke liye single indicate hota hai.
Iske alawa Yoast me ye sare feature hai.
- Page analysis
- Technical SEO
- Meta & Link Elements
- Sitemaps
- RSS optimization
- Breadcrumbs
- Social integration (Facebook Opengraph and Twitter Cards)
Yoast install karne ke baad aapko isse sare setting setup karna bahut jaruri hai.
Yoast plugin ki setup ke liye iss article ko jarur padhe.
3. WordPress Permalink Fix Kare (Url Structure)
Jab aap WordPress install karte hai to usme default permalinks setting SEO friendly acha nahi hota.
Permalinks kya hota hai ?
“Permalinks means post or page ka URL.”
Agar aap WordPress me permalinks change nahi kiye to aapka link iss type ka hoga.
WordPress ka permalinks kabhi bhi default nahi chore, isse change kar de.
Permalinks change karne ke liye iss step ko follow kare.
Step #1. Aapne WordPress dashboard open kare.
Step #2. WordPress ke setting ke permalinks par click kare.
Step #3. Yaha default setting hoga, Post name ko select kar save kar le.
4. WordPress Blog Speed Kaise Kare
Akamai survey ke mutabik, 50% log ussi site par visit karte jo 3 second ke ander open ho jaye.
Page Load matter rakhta hai.
Website ki speed bahut cheezo par matters rakhti hai.
- Good hosting
- Theme size
- Heavy coding
- Database
- Too Many plugins use
WordPress me bahut se tools hai jo aapke website speed ko improve kar sakti hai.
Ye sare plugin mein aapne site me use kiya hu.
- W3 Total Cache (Free plugin)
- WP Rocket (Premium plugin)
- WP Super Cache (Free Plugin)
Ye sare Plugin complicated hai ek galat option select karne se aapka site open nahi hoga, Agar aap new blogger hai to aap simply plugin install kar de isse jada setting nahi kare.
Note: Inn me se koi ek plugin hi use kare nahi to problem aa sakti hai.
5. Social Sharing Buttons
Aapke WordPress site me social media sharing ke liye bahut sare plugin available hai.
Aapko sahi or lightweight plugin ko find karna hai.
Aisa plugin ka use kare jisme content ke uper ya content ke niche social media button show ho sakte.
Sath hi sath agar aap aapne post me floating button ka use karege to best hai.
Ye do best social media buttons hai jisme sare feature add hai.
- AddThis Sharing Buttons
- ShareThis: Share Buttons and Social Analytics
- Mashshare – Social Media Icons SEO Share Buttons for Facebook, Twitter, Subscribe
- Jetpack Sharing: share content with Twitter, Facebook and many other
Jaise ki mein aapne iss blog me social media buttons use karta hu, Aapko post ke up and down me dekh jayega.
Or sath me Floating Social Media buttons bhi add hai.
6. Optimizing Your .htaccess File
.htaccess file ka WordPress me big important hota hai.
1. Aap .htaccess file ke help se kisi website ki IP Address block kar sakte hai.
2. .htaccess file se aap aapne Content ko protect kar sakte hai, aapka content koi copy nahi kar payega.
3. .htaccess file se website ke cache clear kiya ja sakta hai, isme aapko kuch code add karma hota hai.
4. Aap .htaccess file me non-www se www me link redirects kar sakte ho.
.htaccess file Edit karne ke liye WordPress dashboard ke Yoast me Tools par click kare.
7. Optimizing Your Robots.txt File
Search Engine ke Crawlers or bots jab aapke site par aati hai sab se pahale wo robots.txt file check karti hai.
Aap jis type ka instructions robots.txt me likhe hoge wo wahi follow karega.
Agar aap kisi page ko block kiye hoge Crawlers usse search engine me index nahi karega.
Website me aise bahut se page or tag hote hai jisse aapko block karna chahiye, nahi to aapke site par duplicate content ka problem aayega.
Mein 40 big blogger ka robots.txt kiya hai or sabhi me ye sare code hai.
Sitemap: https://seoandinfo.com/sitemap_index.xml User-agent: * Disallow: /wp-admin/ Disallow: /comments/feed/ User-agent: Mediapartners-Google* Allow: / User-agent: Googlebot-Image Allow: /wp-content/updates/ User-agent: Adsbot-Google Allow: / User-agent: Googlebot-Mobile Allow: /
Aap bhi ye code aapne robots.txt me add kar sakte hai.
Warning: Iss code me mere website ka sitemap ka link add hai usse jarur aapne site ke sitemap se replace kar le.
Robots.txt file step by step setup karne ke liyeisse padhe.
8. Add Your Site to Google Search Console
Google Search Console set of tools hai jaha aapko site ko index karane ke liye use kiya jata hai.
Google Search Console me aapke site ka sitemap add kiya jata hai.
Agar aapka blog blogger par hai to Blogspot sitemap automatically create kar deti hai or simply sitemap Search Console me add kar diya jata hai.
Par ye WordPress me possible nahi hai, yaha aapka sitemap automatically create nahi hoga.
WordPress me sitemap create karne ke liye simple aap Yoast Plugin install kar le.
Yoast automatically aapke site ka sitemap create kar deta hai jiska link iss type ka hota hai.
Jiska WordPress par website bana hua hai bas uske home page ke link ke last me /sitemap_index.xml add kar search kare aapko uss site ka sitemap show ho jayega
Google Search Console me sitemap add karne ke liye iss step ko follow kare.
Step #1: Google Search Console open kare waha Add Property par click kare.
Step #2: Yaha aapne site ka URL add kare or Add par click kare.
Step #3: Uske baad Crawl ke Sitemap me click kare, yaha aapko sitemap add karne ka option mil jayega.
Sitemap submit hone ke kuch din baad Google me iss tarah search kare aapko pata chal jayega aapke post index ho raha ya nahi.
Site:seoandinfo.com
9. Optimize WordPress Comments
Blog comment important factor hai website traffic ke liye.
Agar log aapke site par jitna comment karege utna link banega or aapki site ki ranking bhi improve hogi.
Par ye sure kar ke li aapke WordPress par jo comment kar raha wo spam to nahi.
WordPress me ye sab se big problem hai, aapko hamesa spammer comment aate rahega, isse roka bahut jaruri hai.
Aap aapne WordPress me Akismet plugin install kar le, ye automatically spam comment ko block kar dega.
Aksmit plugin install hone ke baad aapko sift genuine comment hi show honge.
Agar aap aapne blog me genuine comment improve karna chahate or blog comment se backlinks kaise banti hai janana chahate hai to iss article ko read kare.
10. Optimizing Images In WordPress for SEO
Text ke mukabale image logo ko jada attract karti hai, par iske karan page load jada ho jata hai.
Agar aap aapne post image par dhayan nahi diye aapka website slow ho jayega.
Isliye sure kar le li aapke post me use hone wale images SEO friendly ho jo fast load ho jaye.
Jab bhi aap new image add kare image ke ALT tag or Title me image ka naam jarur likhe.
In dono se search engine ko pata chalta hai image kis topic se related hai.
Agar aapke image ka quality bahut jada hua to load hone me bahut time lag sakta hai.
WordPress me iss problem ka bhi best solution hai.
Aap aapne WordPress me image optimized plugin install kar le.
WordPress image optimized plugin automatically aapke sare image ko compress ka size kam kar deti hai.
WordPress me ye sab best image optimized plugin hai.
In me kisi ek ko hi install kare. Image optimized karne ke best time yaha aapko bataya gaya hai.
11. Security and Safety of Your WordPress Site
Each week, Google 20.000 websites ko malware ke karan blacklists karta hai or 50,000 websites.
Iska matlab website ko secure rakhne ke liye aapko security provide karana hoga.
Agar WordPress site ko secure nahi kiye gaya to aapka Content, SEO sab kuch ek din bekar ho sakta hai.
Kyu ki WordPress website ko hackers hamesa target karte hai. Aapke competitor bhi ho sakte hai.
Par WordPress me website ko secure karna hard nahi hai aapko kuch baato ko dhayan dena hoga or kuch important plugin install karne honge.
Website secure karne ke liye in point ko follow kare.
- Aapne WordPress me Sucuri plugin ko use kare sakte hai.
- Wordfence plugin bhi aapke WordPress ko secure kar sakta hai.
12. Start Using SSL/HTTPS
Google 2017 me announce kiya hai jis website me SLL add nahi hoga uski ranking pe effect par sakta hai, uspar Google ki trust kaam hoga.
SSL Kya hota hai ?
SSL (Secure Sockets Layer) aise technology hai jisme user’s or server ke bich ke connection ko encrypts kar deti hai, dono ki bich kya data pass ho raha ye hackers ko pata nahi chal pata.
Jis website me SLL add hota hai uska link me Green colours ka show hota hai.
Agar aapke site me payment ka bhi kam hota hai to ye sab se important hai.
Best SLL aapko free me koi nahi dega aapko isse punches karna hoga.
Normal type ke SLL aapko free me mil jayega.
Cloudflare SLL aapko free me life time SLL provide karata hai or beginner blogger ke liye yahi sab se best option hai.
13. Website Backup Create Kare
WordPress me database ka big problem hai, agar aap aapne database par dhayn nahi diya uska size bahut jada hi jayega.
WordPress me jab aap
- Draft save karte hai.
- Plugin install / Uninstall karte hai
- Post modify (Update) karte hai
To WordPress in sab ko database me record kar leta hai, jiske karan database ka size bahut bara ho jata hai.
In sab ko hamesa clear karnate rahena chahiye.
Database har month me ek baar clear karna chahiye.
Database clear se matlab ye nahi aapka database delete ho jayega.
Iska matlab database se useless cheezo ko clear karna jo kabhi use nahi hota.
Database clear karne ke liye aap WP-Optimized Plugin ka use kar sakte hai.
Step #1: Simply isse install kare or run kare.
Step #2: Ab Optimizer par click kare
Step #3: Last me Run all selected optimizations par click kare.
Aapke database me uselessness table or data ko clear kar dega
Suppose aapke database ka size 50 MB hai, WP-Optimized Plugin usse 10 MB kar dega.
Within 2 minutes aapka database unwanted or unnecessary cheezo ko clear kar dega.
Uske baad iss plugin ko uninstall kar le, or yahi har month me 3 baar jarur kare.
14. Use Search Engine Optimized Themes
WordPress ki ek achi baat ye hai, aapko ye har topic se related theme mil sakti hai.
Very important: beautiful or attractive theme choose karne se acha aap search engines friendly theme select kare.
SEO optimized theme two things par depend karta hai.
“Speed and Code”
Agar aap premium theme use karna chahate hai ye dono site se aapko best SEO friendly theme mil jayegi.
Free SEO friendly theme use karne ke liye aap Google me simply type kare “Free SEO friendly Theme” bahut se site mil jayegi.
15. Privacy Settings During Development
WordPress SEO friendly banane ke last step.
Ye bahut hi important hai, Agar aap isse ignore kiye aapka site Google me kabhi bhi show nahi hoga.
Jab aap new WordPress site internet par live kare check kar le ki.
Aapne WordPress ke dashboard me Search Engine Visibility check kare kahi usme click to nahi hai.
Agar click raha to aapka site kabhi bhi search engine me index nhi hoga.
Check karne ke liye Settings >> Reading me jaye waha aapko Search Engine Visibility mil jayegi.
Agar isme click hai to hata de.
Conclusion
Hope Aapko ye WordPress SEO Friendly kaise banaye jati hai Complete Guide acha laga hoga.
WordPress SEO Friendly se aapke pass koi bhi suggestion ho niche comment box me jarur bataye.
Agar ye article aapko acha laga isse aapne social media me jarur share kare or iss blog ko browser me bookmark kar le.
Nice information thanks for sharing
You’re welcome Jitendra
aapne wordpress seo friendly banane ke liye bahut achhi tips share kari hai , share karne ke liye sukariya, kya aap apni theme de sakte hai aapki theme bahut achhi hai..!
Thanks for your support, Mein jo theme use kiya hu uska naam Schema Lite hai.
Ye free wordpress theme hai, Ye Raha iska link.
https://wordpress.org/themes/schema-lite/
Thora bahut design kiya hu mein iss theme me css or html me
very nice post thanks for sharing.
Sir wordpress me list ya bullet point ka font size kaise change kare. Is ke liye koi plugin ho to bata dijiye.
bullet point ka font size bara karoge pure content ka font size bhi bara hoga. iske liye koi plugin nai aata hai simple css se ho jayega