Yoast SEO Plugin Setup: Complete Setting (In Hindi 2020)
YOAST SEO Plugin kya hota hai ? Yoast SEO Plugin Setup kaise kare.
Yaha aapko complete Yoast setting hindi me bataya gaya hai.
Hum aapko Yoast SEO Plugin Setup karne ke sare tips step by step bataye hai.
YOAST Plugin WordPress me sab se jyada use hone wala Plugin hai.
Iss Plugin se aap aapne SEO ki capacity ko thore improve kar sakte hai.
Note: Mein aksar dekha hai ki new blogger Yoast SEO plugin ko bas aapne website me install kar lete hai par.
Yoast me sare setting ko setup kiya jana jaruri hai. Sab setting ko mein step by step yaha samjhaya hai.
What Will Learn
YOAST SEO WordPress Plugin Se Kya Feature Hote Hai
- Generate XML sitemap automatically.
- Post Setting
- Page Advanced Setting
- YOAST sitemap submit and verify to Google, Bing, Yahoo.
- Title, Meta setting
- Keyword focus
- Change permalink
- Rss Feed setting
- Edit Robots.txt file
- Edit .htaccess Folder
- Hide RSD, WLW, shortlinks from head.
- Meta-control for taxonomies, author pages, homepage, etc.
- Supports Facebook Open Graph.
- Advance permalink control.
- Breadcrumbs support.
- RSS feed footer plugin settings.
- Import settings from other SEO plugins.
- Hide date from search engine snippets.
- Add Google authorship for single author.
Ye sab sare Yoast ke Feature hai.
Pretty cool right.
let’s start Yoast SEO Plugin Setup
Complete Setup and Configuration Guide.
1. Dashboard
Jab aapke Yoast plugin install ho jayega uske baad first step hota hai Yoast ko configuration karna to suru karte hai step by step.
#Step 1. Sab se pahale Configuration link pe click kare.
#Step 2. Uske baad aapko Environment ka page open hoga agar aapke website online hai to section A pe click kare.
#Step3. Uske baad aapke website kis type ka hai wo page khulega. Agar aapke website ek blog hai to blog ko select kare. Yaha bahut sare option hai aapke website jis field se related hai usko select kare.
#Step4. Iske baad aapke website Company or person hai is option aayega. Agar aap website company ke liye bana rahe hai to Company ko select kare nahi to person ko select kare aur apna naam likhe ate next pe click kare.
#Step5. Uske baad Social profiles ka page khulega. Aap website ke liye social media me account banaye hoge wo sara link sab me add kare aur next pe click kare.
Iss step ke baad next step me Search engine visibility ka option aayega.
Yaha apse ye pucha jata hai ki aap POSTS or PAGES ko search engine me submit karna chahate ya hai, iss step ko default hi chor de koi change na kare.
#Step6. Agar aapke website multiple authors hai to NO pe click kare, agar ap apne website ke khud aakele author hai to YES pe default chor de.
#Step7. Iss step ke bad main feature open hoga Google Search Console. iss step me aap apna website google me submit kar sakte hai.
Aap Get Google Authorization Code pe click kare uske baad aapko ek code melega.
Uss code ko copy kare aur niche box me submit kar.
#Step8. Iske baad aapko Title Setting ka option aayega. Aap apne website ka Title add kare aur Title Separator ko Default chor de.
#Step 9. Uske bad Newsletter ka page khulega. Isme apna Gmail ko add kare.
Note: wahi Gmail jo ap website banate time add kiye aur sare social media me uski help se account banaye wahi Gmail ko add kare.
#Step 10. Uske baad aapko Yoast ko Yoast SEO Premium choose karne ka option aayega agar aap Yoast SEO Premium kharidna chalate hai to iss step me buy kar sakte hai nahi to Next pe click kare.
#Step11. Ho gaya aapke Yoast SEO Plugin install. Last me Success ka page open ho jayega last me close ka click kar de. Aap Dashboard me aa jayenge.
2. Feature
Feature me apko kuch setting ko enable aur disable karne ka option hota hai, hum sare important setting kar ke niche dekhye hai aap bhi waisa hi kare.
SEO analysis: Enable
Readability analysis: Enable
Cornerstone content: Enable
Text link counter: Enable
XML sitemap: Enable
Ryte integration: Enable
Admin bar menu: Disable
Security: Enable
3. WordPress tools
Yaha par aapko Bing, Google, Yandex webmaster se apne website ko connect karne ka option hota hai.
Aap Bing, Google, Yandex code ko <head><head/> ke ander bhi daal sakte hai.
Per YOAST me aapko itna karne ki jarurat nahi,
Simply aap webmaster code ko yaha add karne hota hai.
Click, “open wordpress > webmaster tools”
Bing Verification code.
Google Verification code.
Yandex Verification code.
Search Appearance
1. General
#1. Title Separator: ye separator hai jo aapke page title aur website name ke bich me hota hai. Iss type ka. – . isse ap default hi chor de.
#2. Company or persion: aaapke website person hai ya company ka website hai, yaha select kiya jata.
#3. Company name: Yaha pe website ke owner ka naam likha jata hai.
2. Content Type
Ye YOAST ka sab se jada important section hai.
Yaha aapke ye setting karni perti hai ki aapke aapke website ki “Post, Page and Media files” search engine me kis type show honi chahiye.
Aap posts section me bas SEO title ko change kar de jis tarah meine image kiya hua hai.
Aap pages section me bas SEO title mein iss type se setting kare jaise meine image me dekhaya hai.
Baki sab setting ko default hi chor de
3. Media
Media pic
Iss section ko aap default hi chor de
4. Taxonomies
Ye section bahut hai important hai. Yaha aap aapke website ki categories,
Tags aur format ke box melege.
Ye tino cheez aapke website me duplicate content bana deta hai jo aapke website ke liye thik nahi hai aapke website ka ranking down ho jayega.
Isliye in sab ko aap Disable kar de.
#1. Categories
Ye aapke website me duplicate content ko badha sakta hai isliye aap category content ko no-index kar de. Jaise ki maine kiya hai.
#2. Tags
Aapke ye pata hona chahiye ki Google update ke karana ab poat ya page me Tags lagane ka koi fayda nahi google in sab ko ignore kar deta hai.
So, mein ye recommend kart hu ki aap kahi bhi post me Tags nahi lagaye.
Tags bhi duplicate content bana deta hai isliye isse bhi No-index kar de.
#3. Format: format section ko aap default hi chor de.
#4.Category URls: Iss section ko bhi aap default hi chor de.
5. Archives
Author archives and Data archives setting ko aap disable kar de.
Kyuki in sab se duplicate content ban jati hai.
6. Breadcrumbs
Breadcrumbs enable karne se aapke website ke sare links iss type ka ho kayega.
What is Breadcrumbs ?
Breadcrumbs is sigh ko kahate hai >
Without Breadcrumbs url’s: https://SEOcampy.com/SEO
Breadcrumbs url’s: https://SEOcampy.com›SEO
Breadcrumbs se koi fark nahi perta hai SEO me. Aap isse enable rakhe ya disable koi fark nahi perta hai.
7. RSS
Iss section me aapke koi setting nahi karni hai sab default hi chor de.
Search Console – YOAST SEO
Iss section me aapke 4 setting melege.
Desktop
Smartphone
Feature
Setting
Desktop: Agar aapke website me koi link break hai to wo link aapke Desktop section me dekh jayega aap us link ko post ya page me jake thik kar le.
Setting: sab se pahale ap apne gmail se signup kar le
Fir Set google Authorization code per click kare. Fir aapko waha ek code melega, uss code ko copy kar le aur yoast ke Authorization box me uss code ko add kar de.
Social – YOAST SEO
1. Accounts
Iss feature me aapke aapni social media se connect karne ka option melega.
Aap aapne sare social media ka link ko yaha enter kar de.
2. Facebook
Jab aap aapne post ko Facebook pe share karte ho wo bara ho aura cha look ho uske liye iss feature ko enable kar de. Uske liye in do setting ko karna jaruri
Facebook aapp ID: Aapne Facebook ke code ko yaha paste kar de.
Image URL: agar aapke post ya page me image nahi hai to kahi bhi image kka url yaha paste kar de.
3. Twitter
Twitter pe jab aap aapne website ka post submit kare wo acha dekhne ke liya yaha setting kiya jata hai.
Uske liye aapke in 2 bato ka dhayan dena jaruri.
Add Twitter card Meta data: Enable
Summary with large image: Select
4. Pinterest
Yaha aapke Pinterest website se se connect karne ka option melega.
Aap Pinterest website me jaye waha setting me aapne website ka link dale, waha aapke ek code milenga bas wo code yaha paste kar de.
5. Google+
Yaha aap apne Google Plus ke community page ka Url add kar de.
Tools – YOAST SEO
Yaha aapke 3 feature melege
Import and Export = iss setting me aap other YOAST setting ko yaha import kar sakte hai. Sare setting apne aap set ho jayega.
File editor = Aap iss setting me aapne Robots.txt aur .htaccess ko set kar sakte hai aapke website ki coding me jane ki koi jarurat nahi.
Bulk editor = yaha pe aap apne sare post aur pages ke title or description ko change kar sakte hai. Aapke WordPress dashboard ke post aur pages me jane ki koi jarurat nahi.
Finally me aapke WordPress SEO set up karke ke sare tarike bata diye.
Aap sare tips ko follow kare aur aapne YOAST SEO Plugin setup kare.
Agar ye article aapke acha lage to aapne social media aur dosto ko jarur share kare aur iss website ko aap bookmark kar le kyu ki mein aapke SEO aur digital media ke sare tips aapke deta rahuga.
Agar aapke website me koi YOAST se related koi bhi problem aa rahi ya kuch share karna chahate hai to aap jarur se comment box me aapna message likhe aapke jadh hi best solution mil jayega.
Now it’s Your Turn
Finally, I hope aapko Yoast SEO Plugin setup karne ki achi jankari mil gai hogi.
Agar apko website me Yoast Plugin Setting karne me koi problem aayi to comment box me jarur share kare.
Agar aapko ye information acha laga hai to jarur se iss post ko aapne friends aur social media me share kare, aap hamare social media se bhi connect ho sakte hai aap sab ke sawalo ka jawab milege.
Aur iss website ko bookmark kar le kyu ki apko aise hi bahut sare important information hum apke sath share karte rahege.
bahut badhiya post hai nitin ji thanky for sharing this…
Thanks Ajay, your welcome
Hi! Do you use Twitter? I’d like to follow you if that would be okay.
I’m undoubtedly enjoying your blog and look forward to new posts.
Yes this is my twitter id https://twitter.com/inrnitin
I love your blog.. very nice colors & theme.
Did you make this website yourself or did you hire someone to do it for you?
Plz reply as I’m looking to create my own blog and would like to find out where u
got this from. thanks a lot
You’re welcome, bro, ye theme schema lite hai free mein iska free version use kar raha hu
Bhai meri website google search me example.com aur axample.com/2 karke dikha raha hai kya karna hoga
Aapka example.com aur axample.com/2 type ka kabhi page ya post banaye honge wo google me index ho gaya hai sab se pahale aapne site ke post or page me check kare aisa link hai ya nahi agar aisa link nahi hai Google console ke old version me iss link ko submit kar remove kar de waha aapko link remove karne ka facility diya jata hai, kuch din baad wo search engine se page remove ho jayega
Sir Maine yoast plugin setting kr li hai par me jab isse sitemap generate krta ho isme ek error aa rhi.
Error loading stylesheet: An unknown error has occurred (805303f4)http://www.xyz.com/wp-content/plugins/wordpress-seo/css/main-sitemap.xsl
Sir me samajh nhi pa rha hu yah error kha please iska solution dijiye
yoast khud ba khud sitemap create kar deta hai kuch setting nahi karna hota. apne site ke url me last me /sitemap_index.xml type kare show ho jayega. like https://seoandinfo.com/sitemap_index.xml
badiya jankari share ki hai apne yoast seo ki.
Hello sirji
maine yoast plugin to install kar liya hai, lekin isme sitemap ka option nahi mil raha. please mujhe bataye kaha milega?
Yoast install karte hi khub ba khub sitemap ban jata hai bas apko uss like pe jana hai apne site ke last me /sitemap_index.xml likh ke enter kare url me open ho jaayega