YouTube subscribe kaise badhaye? (More Subscriber + #1 YouTuber)
kya apke YouTube subscribe kam hai?
Kya aap Youtube se acha paisa kamana chahate hai?
To aap sahi jadha aaye hai.
YouTube ka ye new rule hai “30 days me 4000 hour ka watch time or 1000 subscriber” honge, uske baad hi aap YouTube Ko AdSense se connect kar sakte ho.
Aap ye rule Details me read kar sakte hai: YouTube Rule
Aur agar aap video banana nahi jante aur video marketing karna nahi jante to aap kitni bhi video bana le, apke website me 50, 100 se jada log nahi aayege.
Per hum apko aise bahut sare Tricks bataye hai jisse agar aap follow kare aap ek din me hi 2000 se 10000 logo ko apne videos pe la sakte hai.
To Step by Step suru karte hai.
What Will Learn
- 1. Upload Videos Regularly
- 2. Video me Tag use kare
- 3. Video ke Title me Keyword ko add kare
- 4. Add Description of Videos
- 5. Thumbnail ka use kare
- 6. HD Video YouTube ke first page pe aana ka jada chance hota hai
- 7. Use YouTube Subscribe Button on your Website
- 8. Share video on Google Plus Communities
- 9. Promote Video on Social Media
- 10. Share Video on Facebook Group
- 11. Connect your YouTube to Social Media
- 12. Video Commenting se aapki video top hoti hai
- 13. Long Video jada TOP karta hai
- 14. Choose Trending Topic
- 15. Dusare YouTuber se Collaboration kare
- 16. Big YouTube se connect hone ki kosis kare
- 17. Don’t Copy other YouTube Talent
- Conclusion
1. Upload Videos Regularly
Jab bhi aap YouTube pe channel create kare usse pahale kuch videos bana ke tayar rakhe.
1 month ek long time period hai, aap 1 din me 2 ya 3 videos load kar sakte hai, isse apko jada se jada Subscriber milege.
Aur video alag alag topic ka nahi hona chahiye, kisi ek topic ka hi videos upload kare. Like, funny videos, Tech video, education video etc.
2. Video me Tag use kare
Ha ye bahut jaruri hai, jab bhi aap new videos upload kare to video kis type ka hai uska Tag jarur use kare.
For Example: agar mein funny video upload karta hu to mein ye sab Tag use karuga jaise,
“Funny video, funny video 2020, latest comedy video, very funny video 2020.”
Ye maine 4 funny video se related Tag likhe hai.
Apka video jis type ka hoga uss type ka Tag use kare.
Tag lagane se apka video bahut jadha show hoga aur jada se jada log use dekhege.
Note: Video me Tag lagana bahut jaruri hai. Tag kam se kaam 5 se 10 hi use karna chahiye, jada Tag use na kare.
3. Video ke Title me Keyword ko add kare
Keyword hota kya hai? Bahut se logo ko pata nahi hota.
Keyword means logo ke dimag me jo word aata aur wo Google aur YouTube pe search karte hai.
For Example: agar muje latest movie ke bare me pata karna hai to mein YouTube me ye sare word daal ke search karuga.
“Latest movie 2020”
“Free download movie”
“Download Bollywood movie”
Ye sab ko keyword bolte hai.
Ussi tarah jab aap new video upload kare to pata kar le ki uss video se related kon kon se keyword hai.
Aur uss keyword ko apne Title me add kare.
Jaise ki agar me koi movie ka scane upload karta ho to mere title aisa hoga.
“Funny Bollywood scene video 2020″
Isme funny Bollywood scene ek keyword hai.
Keyword search aap bahut sare website se kar sakte hai jaise.
Note: Title me kam se kam 1, 2 keyword jarur add kare.
4. Add Description of Videos
Jab bhi aap video upload karte time apko Description add karne ka option milega.
What is Description?
Description means aap jis topic ke bate me video ya content likhte hai uske bare me small information hota hai.
Bahut se log Description me bas apne social media ke link add kar dete hai, ye acha nahi hai.
“Description kam se kam 300 words ka hona chahiye“, jo aap video me dekhaye ho usse ko Description me likha jata hai.
For example: Agar mein food se related koi video upload karta hu to usse video me jo dekhaya gaya hai ussi ko Description me likha jata hai.
5. Thumbnail ka use kare
YouTube pe jo first photo hota hai usse thumbnail bolte hai. jitne bhi chote chote photo hote unn sab ko thumbnail bolte hai.
Ek acha thumbnail lagana bahut jaruri hai, acha thumbnail lagane se log apke video ko jada se jada like karege.
Ek Best thumbnail image lagane ke liye kuch Tips likhe hai jaise,
- Thumbnail image me apna pic lagaye.
- Thumbnail me apne video se related keyword likhe.
- Thumbnail page me aap apne channel ka logo ya naam bhi likh sakte hai.
Note: YouTube thumbnail image ka size 16:9 hona chahiye aur image 2 MB se jada bara nahi hona chahiye.
Apne YouTube Channel ko social Media me share kare.
6. HD Video YouTube ke first page pe aana ka jada chance hota hai
Google ne ye note kiya hai to 68.2% videos YouTube pe top karte hai kyu ki ye sab HD quality ke videos hote hai.
HD quality ke video se matlab hai ki video ka sound clear ho aur picture high quality ho.
“90% log bad quality ke videos ko dekhna pasad nahi karte”. isse karan se apke video pe log nhi aate
Note: HD quality videos aap High quality ke camera ya Mobile se hi bana sakte hai.
7. Use YouTube Subscribe Button on your Website
Agar apka koi website ya blog hai to aap YouTube ka subscribe button add kar le.
Apke website ya blog pe jo log aayege wo apke website ki help se apke YouTube pe bhi aayege.
YouTube me bhi website add karna ka option hota hai waha se aap apna website ya blog ka link add kare.
Apne youtube video ke liye jada se jada log Google communities se bhi la sakte hai.
Google communities big platform hai jaha lakho me log ek Group me hote hai. Aap khud ka bhi communities bana sakte hai aur logo ko waha invite kar sakte hai. aap ane Youtube channel ke naam se Google pe communities bana sakte hai.
Me apko kuch big Google communities bataya hai jaha aap apne video share kare sakte hai
Note: Ek din em 10 se jada communities me post nahi kare nhi to aap Block ho jawoge.
9. Promote Video on Social Media
Internet pe aise website se soical media hai jaha aap apne video ko share kar sakte hai, waha se apko bahut sare log mil jayege.
Agar koi dusare log apke video ko share kar rahe hai to apka video aur Top Rank karega.
aap apne Video ko “Facebook, Twitter, Pinterest, LinkedIn, reddit, vk, Google plus, WhatsApp” pe share kare.
Note: jitna jada video shared hota utna video rank karta karega.
Facebook ek bahut bara platform pe jaha har din lakho post hote hai.
Facebook pe aise bahut se jadha hai jaha agar aap apna video share kare apko waha se bahut sare viewers mil jayege.
Facebook Group me aap apna video share kare, aap Facebook me jada se jada group add kare.
Ek baat ka dhayan rakhe jis tarah ka aap video youtube pe share karte hai usse topic se related Facebook pe group add kare.
For Example : Agar aap funny video banate hoto aap Facebook me bas Funny Group ko hi join kare, Agar aap dusare topic se related Group me video share karege to apko group wale block kar denge.
11. Connect your YouTube to Social Media
New YouTuber ko iske bare me pata nahi hota hai, aap jab apne channel banaye , aap apne sare social media ka URL’s YouTube se connect kar sakte hai.
Ye feature apko YouTube ke About page me mil jayega.
Yaha aap Facebook, Instagram, Twitter aur apne blog ka link add kar sakte hai.
12. Video Commenting se aapki video top hoti hai
Video pe comment karne se apka video jada famous hota hai.
Jis video pe jada comment hota hai wo YouTube me jada rank hoti hai.
Jab bhi aap video banaye ek baat haar video me bole jaise.
“Agar apko video acha laga to comment box me jarur bataye”
“Agar apke maan me koi koi question hai to comment box me jarur likhe”
“Agar apka koi sujhawo hai to comment me jarur likhe”
Ye sab line bolne se log comment box jarur kuch likhege.
Note: jitna jada comment hoga apka video utna hi “TOP RANK” karega.
13. Long Video jada TOP karta hai
Ek survey me paya gaya hai ki long video YouTube me bahut jada TOP karta hai.
Ek limited time ka video banaye, ek servay me paya gaya hai ki 5-15 minutes ka video YouTube me jada trand hone ka chance hota hota hai.
“Video kam se kam 15 Minutes ka banaye.”
Note: Long video banana se ye fayada hai ki apke video pe bahut baar Google Ads show hote hai aur jisse jada Earning honge.
14. Choose Trending Topic
Ye sab se best tarika hai YouTube ke video ko jada se jada logo tak pahuchane ke liye karne.
Aisa topic pe videos banaye jo chal raha ho ya aane wala ho.
Google Trend se apko pata chal raga kon sa topic tread me chal raha.
simply Google Trean open kare or aap jis topic se related video banane chahate uss topic ko search kare.
like, mein Football ka video banana chata to ap dekh sakte hai ye topic kis kis country me kitna famous hai.
For Example: Agar koi Festival, koi Movie aane wali ho, ya koi aise new jo har TV channel pe aa raha hoo waise topic pe Videos banaye, Like ek time JIO Sim ka chal raha tha.
“Trending Topics” pe videos bana ke aap jada se jada followers increase kar sakte hai. Aap 1 month me aasani se 1000+ subscriber bana sakte hai.
15. Dusare YouTuber se Collaboration kare
Bahut se new YouTuber ko ye nahi pata hai ki collaboration kay hai?
Iska matlab aap apne video kisi dusare YouTuber ke channel pe load karoge aur yo video aap apne channel pe bhi upload karoge.
Ye featurev me hota hai.
Aise karne se apke sare followers apke friend ke channel ko subscribe karege aur apke friend ke subscriber apko bhi subscriber karege.
16. Big YouTube se connect hone ki kosis kare
Agar aap YouTube se ek acha paisa kamana chahate hai to apko bare YouTuber se connect hona chahiye.
Agar koi 1 bhi YouTuber apse friendship kar le wo apko bahut help kar sakte hai.
Meine apne kuch friends ko dekhna hai wo bare bare YouTuber se connect hai, agar usko YouTube se related koi problem hoti hai to wo bare YouTuber se apna problem share karta hai.
17. Don’t Copy other YouTube Talent
Kisi dusare YouTuber ke video banane ka tarika copy na kare. YouTube pe bahut se log hai jo dusare ke video dekh ke uski tarah video banane ki kosis karte hai.
Aise karne se apke channel pe bahut kam hi log aayege, isliye apne talent se video banane ki kosis kare.
Kuch aisa different soche jo YouTube pe bahut kaam waisa videos ho, aapka video logo ko bahut pasad aayega
Note: Copy karne se video YouTube me top kabhi nahi aata hai.
Conclusion
I hope aapko ye article pasad aaya hoga, agar acha laga to aap isse social media me jarur share kare. hum apke liye aise hi best article aate rahege.
Agar YouTube se related apke maan me koi bhi sawal ho comment box me jarur bataye. Hum apko Best suggestion denge.
Aap harame social media se bhi connect ho sakte hai aur apna suggestion aur apna question puch sakte hai.
Good article for youtuber’s!
Thanks Your Welcome
Kya tum b new you tuber ki help krte ho,
Unke subscriber bdhane or help krne.
Yes Youtube par subscriber kaise increase kiya jata hai uske tarike batata hu, Or sath hi sath SEO and Blogging tips bhi
Sir main ek nya you tuber hu app mujhe help kare
yes jarur aap apna problem bataye jitna best tips ho payega hum share kare
Bro can you please help me
yes ofcourse
Sir mene beauty se relete YouTube channel banaya hai mujh abi Jada nai pata Vedio me subscribe 47 hai mere kuch dost kiye please batai kaise 1k sub or 4k watch time karu . Mere subscribe nai aare or watch time bi Kam hota jara
Aap bas video bananeme dhayan de halte me 2, 3 video apko jaruri upload karna hi hoga. Aap beauty se related jitne bhi youtuber hai sab ko analyze kare unka kis video pe jada like or comment aata hai ussi topic par video banaya aisa karne se apko 6 ,7 month m3 target pura ho jayega.
Bhai ap hamari help bhi kar sakte ??
Yes Priyanshu bataye